Cricket
pakistan
mein sb sy zyda dekha aur khely jana wala khel hai. Pakiastan mein har koi
cricket sy lagao rakhta hai bacha, budha, nujawan larky lakiyan to is khel ko bht pasand krty hain. Pakisani
awaam junoon ki haad tak is khel sy jury
huwye hain har koi bht jazbati hai is khel ko ly kr aur jab baat hu world cup
ki to hir to josh o junoon o walwala urooj r hota hai. Q.k har mulk 4 saal is mega event ki bharpur tyari aur intezaar
krta hai.
Badqismati sy wc sy phely Pakistani
team ko khelariyon ki fitness or bowling
action ki tradejy ka samna karna pada
yani to team wc k liye muntakhi hui ti wo wo
mega event ma ni khel saki. Q.k in mein sy Hafeez aur Ajmal ka bowling
action mashkook qarar dy dia gaya aur junaid
khan infit hu gaya .
Ese mein chief selector ko in khelariyon ki jaga new comers ko select krna
pada. Puri qoam mayoos hu gaye k itny bady naam jo pakitani bowling ki aan ban
shan thy wo to hain hi nai team mein to team kia karkardagi dkhaye ge. Phr kia
qoami team ka hela match India k sth hua jis mein Pakistani team ki karkardagi bht naqis rahi aur India ny ba asani yh match jeet lia khosan Pakistani team ki bating aur fielding mein mein bht buri karkardage rahi. Pakistani team
ko bht bura bhala kaha gaya aur cricket experts ny bht buri tarhan team r criticize kia . phr
pakista ka agla match westindies sy k sath hoa is me bhi qoumi team ki bating
or feilding kharab rahi or Pakistan ye
match bhi har gaya.ab Pakistan q k 2 matches har chukka tha , to ab Pakistan ko
ab apne 4 mtaches jitna bhot zarori tha jo k puri qoum ko namumkin sa lag rha
tha q k qoumi team bhot bhuri form me the magar phir Pakistan ne back to back
apne 4 matches jitliye. phela ZIMBAWE se, dosra UAE,third south Africa se jo k puri qoum ko Blkl umeeed na thi. q k
south Africa bhot achi form me tha magar Pakistan ne ye match bhi jeetliya jis
mein bada kirdar srafaz ahmed ny ada kia
jin ko pure worldcup me phela chance mila tha tha jo k unho ne prove kardia or
man of the match ka award hasil kia, or is match se humari team ka momentum wapas
agaya or chohta or akhri match qutarfinal me puchne k liya Ireland ko haraya or
qauterfinal me jaga bana li Ireland ko worldcup se bhar kardiya. Phir qauterfinal me Pakistan ka
samna hoa austrialia se tha is match me bhi qoumi team k batsman ki karkardagi
na dikha sakhe or puri team
213 k majmoi score par out hogai jo k austrailia k liye bhot mamoli sa
score tha q k austraila jaise team ne is worldcu me 4oo plus run bane the or
worldcupjitne k liye favourite thi, magar phir Pakistani team ne himat na hari
Mgar
badqasmati se is match se phele Pakistan team k main bowler irfan bhi unfit
tha, magar wahab riaz ne puri zimadari se bowling ki or shane Watson ko din me taare dikha diye or cricket ki
tareekh ka esa spell karwaya
k jo k shayad hi koi bhol saky magar naqis fielding ki waja sy pakistan yh
match bhi har gaya aur esi k sath qoami
team ka event ma safar khatam hua aur is k sath hi qoami team k 2 cricket legends Afridi aur Misbah ka ODI career bhi khatam hu gaya jinho ny Pakistan k liye kai saal khela r mulk ka
naam roshan kia magar kc ny inhe nai sahraya.
phr kia tha har channel r cricket experts ny
qoami team ki by izati ka jo beda uthaya
wo abhi tak jari hai. Misbah ny esa kia, Afridi ny kuch na kia in ki umar hu
gae hai, Misbah to tuk tuk tuk hai, Afridi ko
khelny ki tamiz nai aur bht kuch, Mgar kc ny team ko zara nai sahraya k
jis tteam sy humen blkl ummed hi nai thi
us team ny quarter finals tak rasai hasil kr li. Magar afsoos log game ko game kion nai smjhate. Hamary media ny qoami team
ki jam k khichaye ki jo k bht galat baat hai job hi hai any qoami hero ski
izaat krni chaye. Media ny koi kasar ni chori team ka moral low krne mein. Puri team ki galti ki ilzam kc ik ko dena
blkl durust nai. Hum aur hamaa media team ka moral high to krty nai inhe confidence
to dety nai aur har waqt in heros ko bura bhala kehty hain aur chahty hai k yh log acha khelein. Phely
humein apny heros ki izaat krna seekhni
hug e. Afridi ny 19 saal mulk ko serve kia lykin agar woe k event acha
na khel saka to hamai qoam ny us ki 19 saal ki karkardage bhula di. Aridi ny
beshumar records apny naam kiye jin mein
fastest 1oo aur 8ooo runs krny waly phely
Pakistani allrounder hain aur bhi
bht kuch ise tarahan Misbah ny bhi team ka hamesh mushkil waqt mein sath
dia aur hamesha tan tanha lada aur 5ooo sy zayad runs mukamal kiye aur in ki captaincy mein qoami team ny koi
koi scandal ka samna na kiya na bowl tempering na spot fixing aur
Misbah ny 5 saal bakhubi team ki bag dor sambahali aur qoami team k hely catain ban gaye jis ny qoami team ko sb sy zyada fatoohat sy
hamkinaar krawaya. Magar afsoos
hamari qoam aur hamar media sab
bhool gaya aur
hum ny heros ko zeros bana diya
Hamary
media ko chaiye k itna ghussa nah u team pr in ki karkardageiyon ko na bholein
aur game ko game smjhyen, aur khelatyion k sath bura bartao na karein bady sy
bady khelari k career ma bura waqt ata hai. Magar Is ka har giz yh matalab nai
k hum in legends ki be izzati karein
aur inki tamam kamyabiyan bhool jayen.
No comments:
Post a Comment